Hum bhool jate hain chand ki pehchan tujhe dekhtay dektay
Hussan wale hojate hain pareshan tujhe dekhtay dekhtay
Khuda nay banaya hoga tujhe kei saadyioon main
Hota hai ye gomaan tujhe dekhtay dekhtay
Jiss nay kia na ho Pyaar sari zindagi main
Bhatak jata hai wo bhi Insaan tujhe dekhtay dekhtay
Jin ki zindagi Khatam horahi ho pal bhar main
Mil jata hai Inhay Jeenay ka samaan tujhe dektay dektay
Gar tere milnay Milan k baad maut aaye bhi tu kia
Hum ho jaein gaye Kurbaan tujhe dektay dektay
Tabasum Tu karta hai tareef chand ki chandni dekh kar
Maghr Khamosh ho jati hai Zubaa tujhe dekhtay dekhtay

`*•..,¸@@•*´¨`*•,@@¸.•*´¨`*•@@¸.•*´¨`*•. ¸@@¸.•
No comments:
Post a Comment